SEO + AI Visibility

Google ke doosre page par hona = kahin nahi hona.

Aapka customer pehle page se aage nahi jata. Wahan tak pahunchna mehnat ka kaam hai — hum mahine-dar-mahine karte hain, hisaab ke saath.

from ₹25,000/mo + GST

Ye kahani jaani-pehchaani hai?

  • Website hai par search mein kahin nahi — matlab sirf card par chhapa naam.
  • Agencies 'ranking' bolti hain, report kuch nahi deti.
  • Ek baar 'SEO karwa liya' — phir sab wapas gir gaya, kyunki ye rukne wala kaam nahi.

Mahine-dar-mahine Google ki seedhi ladai.

  • Keywords aapke dhandhe ke — traffic nahi, customer laane wale.
  • Technical + content + local listing — teeno morche ek saath.
  • Har mahine saaf report: kya kiya, kya badla, aage kya.
  • Koi lock-in drama nahi — kaam bolega.

Aapke sawaal

Result kitne mahine mein?

Local keywords par shuruaati movement 2-3 mahine mein aam hai; competitive keywords par zyada. Jhooth nahi bolenge.

Report mein kya hoga?

Rankings, traffic, kiya gaya kaam, aur agle mahine ka plan — har mahine, bina maange.

Website aapki banayi honi zaroori hai?

Nahi — kisi ki bhi banayi ho, hum ussi par kaam kar sakte hain.